Talash E Rizq Shayari Hindi Urdu Poetry

Talash E Rizq Shayari  Hindi Urdu Poetry :-

Dosto आपका स्वागत है मरे वेबसाइट में. इस Post में हम आपको Talash E Rizq Shayari Provide कर रहे हैं । आप नीचे दिए गए Kisi भी Mirza Ghalib Shayari Talash E Rizq को चुन सकते हैं, और दुनिया को दिखा सकते हैं, कि आप किस चीज से बने हैं, आपको किस तरह का व्यक्तित्व मिला है। अपने Dosto को अपना Shayari Status दिखाएं |

Abdul Kalam और Mirza Ghalib फीचर इस स्थिति में मददगार होंगे। इसलिए आज मैं Whatsapp के लिए अपना संग्रह talash e Rizq के लिए साझा कर रहा हूं। नीचे दिए गए rizq poetry में से कोई भी Islam Shayari Status चुनें और अपनी Social जगहो पर Set करें। मुझे उम्मीद है कि आप इस संग्रह को व्हाट्सएप के लिए सबसे अच्छा Ghalib Rizq Shayari पसंद करेंगे, Facebook और Twitter आदि जैसे Social Media पर इन Islamic shayari in urdu संदेशों को Share करना न भूलें। आप लोग Comments में जरूर बताना की यह Post पड़कर आपको कैसा लगा |

Talash E Rizq Shayari In Urdu :-

talash-e-rizq men divan karta rahta huun
abhi safar nahin saman karta rahta huun

Talash e rizaq shayari

sajata rahta huun kaġhaz ke phuul shaḳhon par
main titliyon ko pareshan karta rahta huun

main tuḳhm-e-ashk se tufan ugane ki zid men
tamam-shahr ko hairan karta rahta huun

mire makan men dhuan bhi ghuTan bhi hai lekin
main ḳhushbuon ko bhi mehman karta rahta huun

dil-o-nazar ko lahu men Dubona aata hai
na ab hansi hamen aa.e na rona aata hai

vo aadmi jo tiri aarzu men marta hai
vo tujh se pyaar nahin ḳhud se ishq karta hai

sab ik charaġh ke parvane hona chahte hain
ajiib log hain divane hona chahte hain

bichhaḌ ke tujh se kisi dusre pe marna hai
ye tajraba bhi isi zindagi men karna hai

patthar paani ho jaate hain
log kahani ho jaate hain

aah ko chahiye ik umr asar hote tak
kaun jiita hai tiri zulf ke sar hote tak

Mirza galib shayari in english :-

ḳhud apni raah men aksar pahaḌ ugata huun
ḳhud apni mushkilen asan karta rahta huun

Mirza galib shayari

aa.e kuchh abr kuchh sharab aa.e
is ke ba.ad aa.e jo azaab aa.e
dil-e-nadan tujhe hua kya hai
aḳhir is dard ki dava kya hai

talash-e-rizq ka ye marhala ajab hai ki ham
gharon se duur bhi ghar ke liye base hue hain

subu men aks-e-ruḳh-e-mahtab dekhte hain
sharab piite nahin ham sharab dekhte hain

subu men aks-e-ruḳh-e-mahtab dekhte hain
sharab piite nahin ham sharab dekhte hain

tumhare hijr men marna tha kaun sa mushkil
tumhare hijr men zinda hain ye kamal kiya

havas na jaan tujhe chhu ke dekhna ye hai
tujhe hi dekh rahe hain ki ḳhvab dekhte hain

aur bhi dukh hain zamane men mohabbat ke siva
rahaten aur bhi hain vasl ki rahat ke siva

jo guzari na ja saki ham se
ham ne vo zindagi guzari hai

kar raha tha ġham-e-jahan ka hisab
aaj tum yaad be-hisab aa.e

हुई मुद्दत कि ‘ग़ालिब’ मर गया पर याद आता है।
वो हर इक बात पर कहना कि यूँ होता तो क्या होता।।

Huyi Muddat ki “Galib” Mar Gaya Par Yaad Aata Hai, Wo Har Ek Baat Pe Kahata ki Yun Hota To Kya Hota..

तेरे वादे पर जिये हम, तो यह जान, झूठ जाना।
कि ख़ुशी से मर न जाते, अगर एतबार होता।।

Tere Wade Par Jiye Ham, To Yah Jaan, Jhuth Jana, ki Khushi Se Mar N Jate, Agar Etbaar Hota..

हमको मालूम है जन्नत की हक़ीक़त लेकिन।
दिल के खुश रखने को ‘ग़ालिब’ ये ख़्याल अच्छा है।।

Hamko Malum Hai Zannat ki HAQIQAT Lekin, Dil Ke Khush Rakhane Ke “Galib” Ye Khyaal Achchha hai..

Mirza Ghalib Shayari Talash E Rizq Shayari

रेख़्ते के तुम्हीं उस्ताद नहीं हो ‘ग़ालिब’।
कहते हैं अगले ज़माने में कोई ‘मीर’ भी था।।

Rekhte Ke Tumhi Ustaad Nahi Ho “Galib”, Kahate Hai Agale Zamaane Me Koi mir Bhi Tha

कोई मेरे दिल से पूछे तिरे तीर-ए-नीम-कश को।
ये ख़लिश कहाँ से होती जो जिगर के पार होता।।

Koi Mere Dil Se Puchhe Tere tir-E-nim-Kash Ko, Ye Khalish Kaha Se Hoti Jo Jigar Ke Paar Hota..

बस-कि दुश्वार है हर काम का आसाँ होना।
आदमी को भी मयस्सर नहीं इंसाँ होना।।

hai Aur Bhi Duniya Mein Sukhan-War Bahot Achhe,
Kehte hai ki Ghalib Ka Hai Andaaz-e-Bayan Aur.

हैं और भी दुनिया में सुखन-वर बहुत अच्छे,
कहते हैं कि ग़ालिब का है अंदाज़-ए-बयाँ और।

Unke Dekhe Se Jo Aa Jaati Hai Chehre Par Raunaq,
Woh Samajhte hai Ke bimaar Ka Haal Achcha Hai.

उनके देखने से जो आ जाती है चेहरे पर रौनक,
वो समझते हैं कि बीमार का हाल अच्छा है।

Be-Khudi Be-Sabab Nahin Ghalib,
Kuchh Toh Hai Jis ki Parda-Daari Hai.

बे-खुदी बे-सबब नहीं ग़ालिब,
कुछ तो है जिस की परदा-दारी है।

Galib mirza quotes in hindi and english :-

Yeh Na Thi Humari kismat Ke Visaal-e-Yaar Hota,
Agar Aur Jeete Rehte, Yehi Intezaar Hota.

ये न थी हमारी किस्मत के विसाल-ए-यार होता,
अगर और जीते रहते यही इंतज़ार होता।

Qaasid Ke Aate Aate Khat Ek Aur Likh Rakkhun,
Main Jaanta Hoon Jo Woh Likhenge Jawaab Mein.

कासिद के आते आते ख़त एक और लिख रखूँ,
मैं जानता हूँ जो वो लिखेंगे जवाब में।

Tum Na Aaoge Toh Marne ki Hai Sau Tadbirein,
Maut Kuchh Tum Toh Nahi Hai ki Bula Bhi Na Saku.

तुम न आओगे तो मरने कि है सौ ताबीरें,
मौत कुछ तुम तो नहीं है कि बुला भी न सकूं।

Rone Se Aur Ishq Mein Be-Baak Ho Gaye,
Dhoye Gaye Hum Itne Ke Bas Paak Ho Gaye.

रोने से और इश्क में बे-बाक हो गए,
धोये गए हम इतने कि बस पाक हो गए।

Imaan Mujhe Roke Hai Jo Khiche Hai Mujhe Kufr,
Kaaba Mere pichhe Hai Kaaisa Mere Aage.

ईमान मुझे रोके है जो खीचे है मुझे कुफ्र,
काबा मे